Saturday, 19 January 2013
Kabhi college ka album dekh ker,
Kabhi college ka album dekh ker,
Nam hone lag jati hain kya palkain tumhari,
Ya kabhi bachon se hanste khelte,
Yak’lakht ruk jate ho tum bhi,
Kabhi shaakhon se patey tootne ki rut mein,
Bikhre bikhre rehte ho,
Yu’nhi bas be’khayali mein,
kisi bhooli huyi meri kisi adaa se,
Tum milate ho adaayen doosron ki,
Mere qad meri surat se,
Koi milta sa chehra dekh kar,
Tum muskura kar jheemp jate ho,
Jo tum aesa nahin karte,
To bolo kyon nahin karte!!
Ya kabhi bachon se hanste khelte,
Yak’lakht ruk jate ho tum bhi,
Kabhi shaakhon se patey tootne ki rut mein,
Bikhre bikhre rehte ho,
Yu’nhi bas be’khayali mein,
kisi bhooli huyi meri kisi adaa se,
Tum milate ho adaayen doosron ki,
Mere qad meri surat se,
Koi milta sa chehra dekh kar,
Tum muskura kar jheemp jate ho,
Jo tum aesa nahin karte,
To bolo kyon nahin karte!!
Kaash main tera DIL hota.
(¯`•.•´¯) (¯`•.•´¯)♥♥
*`•.¸(¯`•.•´¯)¸.•´ ♥♥♥
☆ º ♥ `•.¸.•´ ♥ º ☆ .¸♥ღ ღ ✰♥♥
Kaash main tera DIL hota.
Teri yaadon teri soch pe mushtamil hota
Tere sath main lamha lamha dharakta rehta
Khud se mujh ko tu juda na kar pata
Teri zindagi ka dar-o-madar main hota
Mere bagher tera jeena bohat mushkil hota
Main agar khush hota to hasata tujh ko
Jo kabi rota to 7 rulata tujh ko
Tere sang jeeta aur tere sang hi marta
Teri tamam chahton ka mehwar hota
KASH MAIN TERA DIL HOTA♥♥
*`•.¸(¯`•.•´¯)¸.•´ ♥♥♥
☆ º ♥ `•.¸.•´ ♥ º ☆ .¸♥ღ ღ ✰♥♥
Kaash main tera DIL hota.
Teri yaadon teri soch pe mushtamil hota
Tere sath main lamha lamha dharakta rehta
Khud se mujh ko tu juda na kar pata
Teri zindagi ka dar-o-madar main hota
Mere bagher tera jeena bohat mushkil hota
Main agar khush hota to hasata tujh ko
Jo kabi rota to 7 rulata tujh ko
Tere sang jeeta aur tere sang hi marta
Teri tamam chahton ka mehwar hota
KASH MAIN TERA DIL HOTA♥♥
Kaash hum tum
Kaash hum tum ajnabi hoty
Jis trha log hua krty hain
Be'taluq se
be ta'ruf se
Kaash hum tum ajnabi hoty
Be'qarari
na be'kali hoti
Na mukam'mal na Zindagi hoti
Yon na hoti aziyatain Dil me
Zindagi b na hoti mushkil me
Aansoun se na dosti krty
Apne Dil se na dushmani krty
Dusron ki trha hum b khush rehte
Kaash hum tum ajnabi hoty__
Jis trha log hua krty hain
Be'taluq se
be ta'ruf se
Kaash hum tum ajnabi hoty
Be'qarari
na be'kali hoti
Na mukam'mal na Zindagi hoti
Yon na hoti aziyatain Dil me
Zindagi b na hoti mushkil me
Aansoun se na dosti krty
Apne Dil se na dushmani krty
Dusron ki trha hum b khush rehte
Kaash hum tum ajnabi hoty__
Jab Dekha Tere Aankhon
Jab Dekha Tere Aankhon Mein Maine
Thum Sa Gaya Yeh Dil Mera..!
Jab Chuma Labbo Ko Tere
Khil Sa Gaya yeh Dil mera..!
Jab Aaye Tum Meri Banho Main
Mahek Sa Gaya Yeh Dil Mera..!
Jab Aaya Waqt Juda Hone Ka Tum Se
Udaas Ho Gaya Yeh Dil Mera..!
Aab Ye Aalam Hai
Utthi Hai Nazre Jaha
Chehra Tumhara Hota Hai Waha
Mujh Se Kehta Hai Yeh Dil Mera..!
Le Chaal Wapas Mujhe Unhi Rahon Main
Jaha na ho tumhare siva koi na Mera...!
Thum Sa Gaya Yeh Dil Mera..!
Jab Chuma Labbo Ko Tere
Khil Sa Gaya yeh Dil mera..!
Jab Aaye Tum Meri Banho Main
Mahek Sa Gaya Yeh Dil Mera..!
Jab Aaya Waqt Juda Hone Ka Tum Se
Udaas Ho Gaya Yeh Dil Mera..!
Aab Ye Aalam Hai
Utthi Hai Nazre Jaha
Chehra Tumhara Hota Hai Waha
Mujh Se Kehta Hai Yeh Dil Mera..!
Le Chaal Wapas Mujhe Unhi Rahon Main
Jaha na ho tumhare siva koi na Mera...!
Ye”kis” k Aansu
Ye”kis” k Aansu gire kafan pe mere?
Ye kon “roya” mujh ajnabi k liye
Meri “mot” k baad hi “tum” ko ehsas “hoga”
K “main” kitna anmol tha tere zindagi “kliye”.
Ye kon “roya” mujh ajnabi k liye
Meri “mot” k baad hi “tum” ko ehsas “hoga”
K “main” kitna anmol tha tere zindagi “kliye”.
Deewano
*. . .Naye Deewano
Ko Daikhte Hain
To Khushi Hoti
Hai,
Saqi
Hum Bhi Aise The
JAb Naye Aay The
‘Me-Khane Main. . .*
Ko Daikhte Hain
To Khushi Hoti
Hai,
Saqi
Hum Bhi Aise The
JAb Naye Aay The
‘Me-Khane Main. . .*
Badla jo wakt ghehri
Badla jo wakt ghehri rafaaqat badal gaee,
Suraj dhala tu saaye ki surat badal gaee
Ek muddat tak mein us ki zaroorat bana raha,
Phir yun huwa ke us ki zaroorat badal gae
Suraj dhala tu saaye ki surat badal gaee
Ek muddat tak mein us ki zaroorat bana raha,
Phir yun huwa ke us ki zaroorat badal gae
Subscribe to:
Posts (Atom)