Thursday, 31 January 2013

Yaadon ka ek jhoka


Yaadon ka ek jhoka aaya,humse milne barson baad,
Pehle itna nahi roye,jitna roye barson baad,
Lamha lamha ghar ujda hai,mushkil se ehsaas hua,
Patthar aaye thhe barson pehle,dil tuta hai barson baad.

Justaju jis ki thi

Justaju jis ki thi usKo to na paya humne,

Magar is bahane Dunya dekh li humne!!

Yaad woh nahin jo

Yaad woh nahin jo tanhai mein aye,

Yaad woh hai jo mehfil mein aye aur Tanha kar jaye!!

Ajab Sham Khari Hai


Ajab Sham Khari Hai Kahin Se Aa Jao,
Bari Udas Ghari Hai Kahin Se Aa Jao,
Kisi Se Milna Aur Mil Ke Bichar Jana,
Saza Yeh Kitni Bari Hai Kahin Se Aa Jao,
Bara Kathin Hai Yeh Hijr Ka Mausam,
Judai Bol Pari Hai Kahin Se Aa Jao,
Zamana Jise Samajhta Hai Motiyon Ki Chamak,
Woh Ansuon Ki Lari Hai Kahin Se Aa Jao...

Raat hogi to chand duhai dega,

Raat hogi to chand duhai dega,

Khuwabon mein tumhein woh chehra dikhai dega,

Yeh "Dosti" hai zara soch ke BEWAFAI karna,

Aik aansu bhi gira to sunai dega...

Yun duur reh kar duriyon

Yun duur reh kar duriyon ko barhaya nahin karte,

Apne deewano ko yun sataya nahin karte,

Her waqt jise tumhara khayal ho,

Use apni awaz ke liye tarpaya nahin karte...

Duniya ka hr shauk

Duniya ka hr shauk pala nahi jata,

Kanch ke khilono ko yu uchala nai jata.

Mehnat karne se mushqile ho jati hain aasaan,

hr kaam taqdeer pe dala nai jata

na poch kitna chaha


na poch kitna chaha hai tujhay zindagi k liay
hum to tujhay hi chord daingay teri khushi k liay
Ghum Main Bhi Hum Muskura Lete Hain,
Kuch Is Tarah Se Dard Ko Chupa Lete Hain.
Kuch Kehte Nahi Kisi Se Magar,
Akele Main Aansu Baha Lete Hain.

har ek shaam karti


har ek shaam karti hai hame tanha
wo tera aana hamse bhhulaya ab nahi jaata
mahfil mein rahte hain tasalli dil ko dene ko
tanhai se dil par nahi ghhabrata
jo baat tere dil mein thi ankahi si
wo khhamosh afsana ab bhulaya nahi jaata

Dil ka rishta

Dil ka rishta hai hamara
Dil ke kone mein naam hai tumhara
Har yaad main hai chehra tumhara
Hum saath nahi to kya hua
Zindgai bhar pyar nibhane ka wada hai hamara
Hum aap ko kabhi khoney nahin denge,
Juda hona chaha to bhi hone nahin denge,
Chandni raton mein aye gi meri yaad,
Meri yaad ke woh pal aap ko sone nahin denge.

Bhulana tumhen

Bhulana tumhen na asan hoga,
Jo bhulaye tumhen woh naadan hoga,
Hum to aapKo bhool nahin sakte,
Aap humen na bhulana yeh aapKa Ehsaan hoga..!

Barson ki chahat ko

Barson ki chahat ko ek pal mein badaltay dekha humne,
toot ker chahne walon ko baat se mukartay dekha humne,
kaise saja len sapnay apni udas aankhon mein,
Her khuwab ko toot kar bikhartay dekha humne..!!

Ghulab ko bhi Kanwal bana dete,

Ghulab ko bhi Kanwal bana dete,

Unki ek nazar pe Ghazal bana dete,

Kambakht marta nahin koi hum per warna,

KARACHI mein bhi TAJ MAHAL bana dete..!!

us ki aankhoon men ashkon


us ki aankhoon men ashkon ka darya behta raha,
khushk saali ko darya tarasta raha,
us k chehray ki ronak kahan kho gai,
yehi soch kar men raat bhar rota raha,
uski zulfoon ki jaanib negaheen utheen,
uski zulfoon pe aanchal ka pehra raha,
uskay haathon pe rang-e-hina saj gia,
men bazurgon k waday nibhata raha,
uskay baalon ki khushbo hawa lay gai,
motiyay k men gajray banata raha,
usko jugno sitaray sabhi mel gae,
meri aankhon k aagay andhera raha.

Bohat chaha keh

Bohat chaha keh tum ko bhol jaon.
Bohat chaha keh sarey gham bhulaon.
Magar yeh dil samajhta hi naheen hai.
keh ik saey key pechey bhagta hai.

Chupke se koi dil


Chupke se koi dil mein sama jata hai..
Jaise hume tadpaane mein mazaa aata hai..
Koi itna dard de jaata hai..
Par kambakht dil ko ussi pe hi pyaar aata hai..

Wo chand hai magar


? Wo chand hai magar aap se pyara to nahi,
Parwane ka shama k bin guzara to nahi,
Mere dil ne suni hai ek meethi si awaz,
Kahin aap ne hume pukara to nahi

Raste main na bethoo

Raste main na bethoo hawa tang kare gi...
bichre hoye logon ki sada tang kare gi.....
mat toort ker chahhoo kisi ko aaghaze safar main
bichar gaey to aaik aik ada tang kare gi.....

bohot door magar


bohot door magar bohot pass rehte ho
aankhon se door magar dil k pass rehte ho
itna to batao k kia
humare bina tum bhi udas rehte ho

lafzon ki hadon


lafzon ki hadon se mavira tha
ab kis se kahun wo shakhs kia tha
kehne ko juda tha muj se lekin
wo meri ragon main dorta tha...

Bin sawan barsat

Bin sawan barsat nhee hoti,
Suraj dobay bina raat nhee hoti,
Iss liye kisi ka dil na torna,
Kyon kay dil totnay ki awaz nhee hoti,

Dil ki her dewaar per


Dil ki her dewaar per jis ka naam likha hum ne
wo to apne khayalon se bhi mera naam mittate hon gain

Jin ki rahon ko phoolon se sajaya hum ne
wahi meri rah may kaanton ko bichate hon gain

kabhi na kabhi meri yaad bhi un ko sattati ho gi
yunhi meri shairon se wo dil ko behlate hon gain

Bebas Kar Daita


Bebas Kar Daita Hai Qanoon -E- Muhabbat Warna..

Main Tumhe Itna Chahoon K Inteha Kar Doon..♥

Promise me you’ll

Girl: Promise me you’ll ask me to marry you one day?

Boy: Only on one condition.

Girl: What?

Boy: Promise me you’ll say yes ♥ :)

Attracti0n Is

Attracti0n Is The Temp0rary L0ve But L0ve Is The Permanent Attracti0n Just A Game 0f W0rds But Makes L0t 0f Difference In
Life.

My Relati0nship


My Relati0nship With U Is Like Sugarcane...
Break It,
Crush It,
Squeeze It,
Even Beat & Grind It,
But U Will Always Get 0nly Sweetness..!! ♥♥

When I Miss u,

When I Miss u,
I Feel My Self In Pieces.. :(
When I Miss u,
Tears Fill My Eyes :'(
When I Miss u,
I Want u Close..♥ :)
When I Miss u,
I Feel Incomplete.. :(

Wednesday, 30 January 2013

Ek Din Jab Meri Sans

Ek Din Jab Meri Sans Band Ho Jayegi
Mat Sochna Ki Chahat Kam Ho Jayegi
Fark Sirf Itna Hoga
Aaj Hum Aapko Yaad Karte Hain
Kal Meri Yaad Aapko Rulayegi

Hamare Paas


Hamare Paas Apki Dosti Ka Nazrana Hai
Lekin Dil To Aapki Dosti Ka Deewana Hai
Naye Dost Mile To Bhula Na Dena Hume
Kyunki Yeh Dost Aapka Purana Hai.......

Gulab ki mehak


Gulab ki mehak bhi fiki lagti hai,
Kaun si khushbu mujme basa gayi ho tum,
Zindgi hai kya teri chehat ke siva,
Yeh keisa khawb aankho ko dikha gayi ho tum.

GIRL & Boy


GIRL: Kiya Main Tumhain Pyari lagti hon ?
BOY: Nahi

GIRL: Kiya Tum Mere Sath Rehna Chahatey ho ?
BOY: Nahi

GIRL: Agar Main Mar jaon to Tum Roo gey ?
BOY: Nahi

Larki Bohot Udaas ho gayi Usey Bohot Dukh howa Or Woh Roney lagi

Larkey ne Usey Apne Pas kiya Or Kaha

Tum Pyari Nahi. Bohot Khubsurat ho
Main Tumhare Sath Rehna Nahi. Balkey Jeena Chahata hon

Agar Tumhain Kuch ho gaya to Main Roun ga Nahi. Mar jaun ga
pagli.

Having a Boyfriend or Girlfriend


Having a Boyfriend or Girlfriend is
not Love....
But
Having someone in ur life on
whom
You have blind Faith that even If
you hurt them to the extreme, They
will still hold ur hand n say:
♥♥♥♥ "I was, I am, I will always be
yours." ♥♥♥

Leaving me


Leaving me was not your mistake but
giving you my unconditional love was
my biggest mistake..!!! :( :(

Sukun milta hai


Sukun milta hai jab unse baat hoti hai,
hazar raato mein wo ek raat hoti hai,
nigah utha ke jab wo dekhti hai meri traf,
wo ek nigah meri puri kaynaat hoti hai.

You Are So Much Important


You Are So Much Important In My Life

Not Because I Enjoy Your Company

But ...

I Feel So Much Lonely In Your
Absence...!! ♥ ♥ ♥

Tum aaye zindgi


Tum aaye zindgi me kahani ban kar,
Tum aaye zindgi me raat ki chandni ban kar,
Basa lete hai jinhe hum aankho me,
Wo aksar nikal jate hai aankho se paani ban kar… :(

Ye Ishq walo ki


Ye Ishq walo ki kismat buri hoti hai,
Har mulakat judai se judi hoti hai,
Kahi bhi dekh lena Azmakar,
Sacche pyar ko judai hi naseeb hoti hai…

Jazbaat-e-ishq


Jazbaat-e-ishq nakaam na hone denge,
Dil ki duniya mein kabhi shaam na hone denge,
Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,
Par dost hum tumhen badnaam na hone denge..

kabhi pyar ki jhagre kabhi

kabhi pyar ki jhagre kabhi mohabbat ki batain
wohi aap k qissey wohi ap ki batain

wo miley hai mujko aksar raah me chaltey chaltey
wohi ajnabi nighaein wohi berukhi si batain

na samaj saka jahan mein koi mera dard
mere gham ko log samjhe meri shayari ki batein

koi hamko ye bataye ye junoon nhi to or kya hai
miley jab bhi hum kisi se kare apki batain

mere haal pe wo yuhin kuch aese muskuray
mein sun raha hu jaise kisi ajnabi ki batain.....!

Jo Beth Gaya


Jo Beth Gaya Hai Dil Main Pyar Ka Dard Banke

Wo Aankhon Ke Raste Nikalta Kyun Hai____!!

Loot Letey Hain


Loot Letey Hain Dharrkanein DiL Ki

Jab Nazroon Say Kalam Kartey Hain..!!!

Agar dil TUtay


Agar dil TUtay to mere Paas chaly Aana,

Mujhy bikhray howy logon se Mohabbat bohat hai..

Cheen Loon TujheY


Cheen Loon TujheY DuniyA Say, Ye Mere ikhtiyaar Me Nhi..

Mgr Mere DiL Se Tujhe koi NikaaL De, Ye kiSi k BaS ki BaaT Nhi.

BOHAT KUCH


BOHAT KUCH TUJHSE BERH KER MAYASR THA, MAYASR HAI

NAJANAY PHIR BHI KION TERY ZARORAT KAM NAHI HOTI !!!

Sometimes

Sometimes when a girl acts like
she's not intrested in you,,it might
be that she's testing
how bad you really want her..♥ agree?

Trying to forget


❝ Trying to forget someone you love , Is like trying to remember someone you never met !

Dil Se Dur Jinhe


Dil Se Dur Jinhe Hum Kar Na Sake Paas Bhi Unhe Hum Kabhi Pa Na Sake Mita Diya Pyar Jisne Hamara Dil Se Hum Unka Naam Likh Kar Bhi Mita Na Sake…

Shama Ke Paas


Shama Ke Paas Ja Ker Kis Tarha Jalte Hain Parwane, Zara Hum Bhi Tere Nazdeek Aa ker Dekh Lete Hain...

Kash Humari Bhi


Kash Humari Bhi Parwah Kisi Ne Ki Hoti,
To Ye Duniya Humse Ruswa Na Hoti,
Agar Aata Aap Jaisa Muskurana Humein,
To Humse Bhi Kisi Ne Mohbbat Ki Hoti♥♥

Intzar ki Aarzu


♥ Intzar ki Aarzu ab kho gai hai,
♥ Khamoshiyo ki Adat ho gai hai,

♥ Na sikwa Raha na sikayat kisi se,
♥ Agar hai to ek muhabbat jo in
Tanhayion se ho gai hai....♥

Woh mere har


Woh mere har jhoot se khush hota tha
Jise hamesha sach bolne ki aadat thi
Woh ek aanso bhi girne per khafa hota tha
Jise tanhaai mein rone ki aadat thi...

Laounga Mein

Laounga Mein Kahan Se ...... Judai Ka Hosla
Qyun Is Qadar Qareeb Mere Aa Gaye ho Tum

Tuesday, 29 January 2013

¤TUM¤


¤TUM¤
lamhon ka hisab rkhte ho,

zindagi ki haseen kitab rkhte ho,

fursat milay to likhna kbhi,



kya mujhe dil se yaad rkhte ho?

I Will Wait ...

I Will Wait ...


Till The Day
"I" Can Forget "You" ...


Or


The Day
You Realize
"You" Cannot Forget "Me" ...

"LOVE"

Best ever quote in "LOVE"
Some say
"Always Rremember Me"
Some Say
"Never 4get me"


But I Will Say..
"4get Me if U Really Can!"

Generally we believe our


Generally we believe our Memory is weak.

But when we want to forget someone a Lot,

We begin to realize how powerful our Memory is!

Strange but True!.

Ae dost kabhi


Ae dost kabhi mujhe bhula na dena....
is hanste hue chehre ko kabhi rula na dena.......
kabhi kisi baat per khafa ho bhi jao......
par mujhse door hokar mujhe judai ki saza na dena.....

Aap Itrate Bahut Ho


Aap Itrate Bahut Ho
Dil Ko Behlate Bahut Ho
Sochte Hai Aap Ko DINNER Par Le Jaye
Par Kya Kare ZALIM Tum Khate Bahut Ho

Gud Nite


U r CHANDA & I Am A STAAR
Night Is Meant For Sleeping Yar
So Take A Pillow And Sojaa YAR
Gud Nite

Löki Püchdéy dost dä


Löki Püchdéy dost dä Pyär keevén Päyi dä?
"Dil"Häth té Dhar k dost Nääl läg Jäyi dä,
"Zäkhmään"nü Chüpä k dost nü Häsäyi däGhält hövéy
"dost" te Pyär nääl Sämjhäi dä,
Rüs Jävé dost te "Jind-Jän" nääl Mänäi dä,
Enä Pyär "dost" nääl Päyi dä k jé Räbb Bülävé dost nü tä//.

Kyun Ujar Jati


Kyun Ujar Jati Hai DiL Ki Mehfil?
Ye Dia Kon Bhuja Deta Hai?
Ab Tasalli Bhi Aziyat Deti Hai Mujhe,
Ab Dilasa Bhi Rula Deta He.

Raat phir sataya chand ne


Raat phir sataya chand ne
Tere na hone ka ehsas dilaya chand ne
Na so saka ek pal k liey bhi
Apny chehry mai tera aks dikhaya chand ne
Udaas hua jab b mai teri yaad m
Teri tarha muje behlaya chand ne
Herat hui mujy yeh dekh kr
Kis qadar wafa ko nibhaya chand ne…!

“”magic””

“”magic””
Let me guess what U R doing…
Reading book?
Na Na!
Listining Music?
Uhu!
Watching TV?
Nah!
Caught U!
Missing me and reading my SMS na.!!
Oh now U R smiling.

Monday, 28 January 2013

khud pe bitati hai


khud pe bitati hai to rotay ho sisaktay ho

woh jo hum ny kia tha kya woi ishq nahi tha?

Sahil pe tere intezaar karty hain

Sahil pe tere intezaar karty hain
har pal tuhje yaad karty hain
bin tere yah pal guzrt nahi hain
ab aa jao ka yah intezaar hota nahi hai

KAbhi tarrap utha meri Aah se..


KAbhi tarrap utha meri Aah se..
KAbhi Aashk se na pigal saka..
Sar e rah mila wo agr kabhi ..
To nazar jhuka ke guzar gaya..
Wo utar gaya meri aankh se..
Mere dil se kyoun na utar saka..
Wo chala gaya jahna chor ke..
Main waha se phir na palat saka..
Wo sanbhal gaya tha magar..
Main bikhar ke phir na simat saka..

"Unki" "Yaad" Se "

"Unki" "Yaad" Se "Ghafil" Hon B To Kaisy


"MOHSIN",


"Aankh" Khuli Hai To "Khayal" Unka "Aankh" Bnd Hai To "Khawab" Unka...

Suno hum zamane say dernay lagay hain


Suno hum zamane say dernay lagay hain
Mohabbat jo hum tum say kernay lagay hain

Ye qandeelain ankhon ki bujhnay lagi hain
Ke ankhon main derya uternay lagay hain

Ye bewaqt mosum ka tewar karay kyoon
Ye patay kyon shakhoon per mernay lagay hain

Humain ab nahi hai zamaney ki hasrat
Akaylay jo hum batain kernay lagay hain

Kalyoon say hai shikwa na kharoon say ranjish
Humain mut sametoo bikhernay lagay hain

Meri jaan judai main jelnay lagay hain
Ke ratoon ko uth uth ker dernay lagay hain .....

Har sham teri yaad mein


Har sham teri yaad mein jalta huwa dekhun
Kab tak dil betab machalta huwa dekhun

Anchal ki tarhan tan say lipat jaun tery
Or khud ko teri zat mein dhalta huwa dekhun

Is Shart Pe Khelon Gi Piya Pyar Ki Bazi,


Is Shart Pe Khelon Gi Piya Pyar Ki Bazi,
Jeeton to tujhe paon haron to piya teri,

Har lahza khayal tera rakhon gi siraf itna,
Baith jaon to b teri uth jaon to b teri,

Kuch kar loun gi haal apna aisa main humsafar,
Ankh lagey to b teri ankh khuley to b teri,

Teri har aahat pe paalon gi tabeer aisi,
Hans jaon to b teri roth jaon to b teri,

Main sath tera kuch aise doun gi jaan-e-jahaan,
Zinda hon to b teri mar jaon to b teri..

Is Shart Pe Khelon Gi Piya Pyar Ki Bazi..!! ♥

Main sochti hon..


Main sochti hon..
Tera mohabat se paish ana..
Meri khushi mein sharik hona..
Mere ghamon pey udas hona..
Main roth jaon mujhe manana..
Nazar na aaon sakoon na pana..
Meri kitabon mien phool rakhna..
Mere liye shair kehna...
Kahien..
Teri adatien hi na hon..
Main shaki larki tu..
Is Qadar hon..
Zara bhi teri mohabat mien..
Kami howi tu..
Main tujh se shikwa kiye bina hi..
Tumam bundhan hi tor dongi..
Koi bhi waja nahi suno gi..

Never Break Four Things


Never Break Four Things
In Your Life....
Trust.....
Promise....
Relation.......
And Heart.........
Because When They Break
They Don't Make
Noise.......
But Pain A Lot.......... "

Kabhi Dukh Ki Aanch Kisi Pe Na Aane Dena,


Kabhi Dukh Ki Aanch Kisi Pe Na Aane Dena,
Aaya Hai Mehmaan Koi To Na Jaane Dena,

Har Ghadi Khud Se Ulajh Jaata Hoon Main,
Agar Koi Manaye To Manane Dena,

Main Jo Aksar Tanhayi Mein Ro Padta Hoon,
Qissa-E-Gam Sunaun To Sunane Dena,

Usne Bheja Hai Ye Paigam Bazoor,
Hawa Zulf Tumhari Lehraye To Lehrane Dena,

Har Baat Ka Matlab Galat Na Nikala Karo,
Jab Main Samjhaun To Samjhane Dena...

Kash tum DEKH sakty…


Kash tum DEKH sakty…
Tuty huy dil ko
Behty huy ansuon ko
Is adhury mösam ko
Kash Tum PARH sakty…
Mery hathon ki lakeron ko
Khawabon ki taberon ko
Dil k afsanon ko
Kash Tum SÃ…MJH Sakty…
Mery lafzon ki gehrai ko
Honton ki sachai ko
Mehfil ki tanhai ko
Kash tum JÖRR sakty…
Iss DIL ko.. ..
Iss RISHTY ko.. ..
Iss WADY ko.. ..
Lekin ye soch kr khamosh ho jata hun.. ..
KASH .. .. Tum JAN sakty is MOHABAT Ko……….KASH
KAASH

Bakhsh Dena Ishq


Bakhsh Dena Ishq Mein Hamari Gustakhiyan...

Dil Hi Qaboo Mein Nahin Toh Hum Kya Karein.

Suna Hai Mil


Suna Hai Mil Ke Chalne Se Muqadar Jaag Jate Hain,

Yehi Baat Aazmane Ko Chalo Ek Sath Chalte Hain ♥

Sambhaltay Sambhalty,


Sambhaltay Sambhalty,Sambh­al Hi Gya Aakhir,

Dil Jo Kehta Tha ,Mar Jaaunga Us Bin..♥

Acha Lagta Hai Tera

Acha Lagta Hai Tera Naam Mere Naam Ke Saath

Jaise Koi Subhaa Jurri Ho Kisi Haseen Shaam Ke Saath

Tumhari Bay Rukhi per

Tumhari Bay Rukhi per Bhi Luta di Zindagi Hum ne,,,,,

Ager Tum Meharban Hotey To Humara Haal kia Hota...</3

Aaansun ban k tapak rahe

Aaansun ban k tapak rahe hai aankhon se rukhsaar tak,

Kisi ki yaad itna rulaegii kabhii socha na thaa......</3

Buhat mushkil hai har

Buhat mushkil hai har chehray se dil ka raaz parh lena . .

Jo gehray log hein kam bakht"pehchanay nahe jaatay...!!

humne seekhay hain

humne seekhay hain muhabbat mein muhabbat k Asool,,,,,,!

Sab Se Mushkil Hai Kisi Apne Ko Apna Karna.....♥

Meri Masum Muhabat

Meri Masum Muhabat ki Gawahi Na Mang.
Meri palko pe Sitaro Ne Ibadat ki Hai.

Teri Masum Nigaho ki Taqadus ki Qasm.
Dil to kya Rooh Ne bi tujh Se Muhabat ki Hai...♥

Bas Ek He khawaish

Bas Ek He khawaish hai k tujhe Khud Se bhi barh k chahun,,,

Phir Main rahu yeh na rahu par Tujhe meri Wafa yaad rahe..♥

Tujh Sey Mansoob Huye

Tujh Sey Mansoob Huye Tu...Yeh Hasrat Hi Rahi,

Hum Bhi Kabhi Apney Hawalay Sey Pukarey Jatey..♥

Wallah re wallah wallah,

Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
Noor-e-husn ka deedaar hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wal
Eid ka chaand yaar mera baar baar hua
Wallah re wallah wallah, wallah re wallah wallah
Eid ke naam pe hum chaand de gaye
Ishq ke naam mein badnaam ho gaye..... ♥
Who Is Your Favorite Actress?
A,B,C,D,E,F COMMENT FAST

Chose ur fav Kat Movie

Chose ur fav Kat Movie
Ek Tha Tiger Vs Jab Tak Hai Jaan
Hit===>LIKE Fast 4 EK THA TIGER ♥
HIT===>COMMENT Fast 4 JAB TAK HAI JAAN ♥
Share 4 Both

Hold me ,

Hold me ,
hold me tight i can hear your heart beat feel your breath on my skin ,
and be together forever . ♥

mujh sey bichar k

mujh sey bichar k tou bhi roye ga umar bhar
yeh soch ley k mein bi teri khawhishon main ho </3

Uljha Rahi Hai Mujh

Uljha Rahi Hai Mujh Ko, Yehi Kash Makash Musalsal !!

Wo Aa Basa Hai Mujh Mei, Ya Mai Us Mei Kho Gae Hoon....♥

Tadap Rahi Hai Hr Ek

Tadap Rahi Hai Hr Ek Tamanna, Na Tumse Milte Na Aisa Hota

Bujhi Bujhi Si Hai Dil Ki Duniya, Na Tum Se Milte Na Aisa Hota </3

Mehsoos Ho Rahi Hay

Mehsoos Ho Rahi Hay Fizzaa Main Uski Khushbu,

Lagta Hay Meri Yaad Main Wo Saans Lay Raha Hay... ♥

Wo Mohabbato'n ke Sauday

Wo Mohabbato'n ke Sauday Bhi Ajeeb Karta Hai ,

Bas Muskurata Hai Aur Dil Khareed Leta Hai...♥

Bohat ehsan hai teri

Bohat ehsan hai teri un nafraton ka mujh par

Tujh se mili thokar ne mujhe sambhalna sikha dia !

Ye IshQ ki Manzil

Ye IshQ ki Manzil Hai Qadam Soch k Rakhna,,

Darya-e-Mohabbat ke kinAre Nahi Hotey...

Tum Mujhe Rooh

Tum Mujhe Rooh Mein Basa Lo To Acha Hai ......!

Yeh Dil-O-Jaan Ke Rishte Aksar ToOt Jaya Karte Hain ♥

Dilon Se Khelny


Dilon Se Khelny Ka Hunar Mujhe Nahi Aata....!

Is Liye Piyar Ki Baazi Main Aksar Haar jati hon..</3

Yeh tum se keh diya kis ne. . .

Yeh tum se keh diya kis ne. . .
Kay tum bin reh nahi saktay. . .
Yeh dukh, hum seh nahi saktay. . .
Chalo, hum maan laitay hain. . .
Kay tum bin, hum buhat roye. . .
Ke raaton ko na soye. . .
Magar, afsos hai jana. . .
Kay ab kay tum jo louto gey. . .
Humain tabdeel paao gey. . .
Buhat mayoos hogey tum. . .
Kay agar poochhna chaho kay,
Aisa kyon kiya hum ne. . .
To sunn loo ghour se jana. . .
Poorani eik riwaayat tang aa ker tor di hum ne…
Mohabbat chhour di hum ne…
Haan. . .
” mohabbat chor di hum ne… “

Love is so easy to feel,

Love is so easy to feel, so hard to explain. Easy to get, so hard to go. Easy to spell, so hard to define. Yet everyone is still taking the risk.