Monday, 4 February 2013

youn khud ko jalane

youn khud ko jalane ka sabab khas nahi hai

bas tum se mohbbat ki saza kaat rahe hain...!!!

Bhura nahi Socha

Bhura nahi Socha, Humne kabhi bhi kisi ka___!!

Jiski jaisi Soch, Usne vaise he jaana mujhe___!!

Jis Shakhs Ko Hamari

Jis Shakhs Ko Hamari Zaroorat Nhi Thi..
Hum Us Shakhs Ko Apni Aarzu Bana Ke Roye :'(

Itni lambi Umar

Itni lambi Umar b Na Mang Mery liye,

KahiN aisa Na Ho K tm B chor Do 0r Mout Bhi Na Aaye...!!

kabhi mujh ko sath lekar

kabhi mujh ko sath lekar,

kabhi mere sath chal kar
wo badal gaye achanak meri zindagi badal kar...!!

Pochta phirta hon

Pochta phirta hon ek ek say is kochay may
Jiska diwana hon usko bhi khabar hay ke nahi

Wafa Ki Raah Me Main

Wafa Ki Raah Me Main Aaj bhi Akaila Hon

Koi Nahin Hay Mery Saath Qasid osy Keh Dena

Kitna Aasaan Hain

Kitna Aasaan Hain Kisi Ko Apna Khena...!!!

Jub Taqdeer Faisley Sunatii Hain To Roya Bhi Nahii Jata...!!!

Kabhi Ye Dua k Usay Milain

Kabhi Ye Dua k Usay Milain Jahan Ki Khushiya'n,

Kabhi Ye Khauf K Wo Khushi Mere Baghair Tou Nahi.

Mere to muqaddar mein

Mere to muqaddar mein tumhari yaad hai lekin,
Tum jiske muqaddar ho usey ZINDAGI mubarak...
 
J.K

Yahan tehzeeb bikti hai yahan

Yahan tehzeeb bikti hai yahan farmaan bikte hain..
Zara tum daam to badlo yahan imaan bikte hain...!!!

Yun to Har Shaam Umeedon

Yun to Har Shaam Umeedon Par Guzar Jati hai

Aj Kuch Baat the Jo Shaam Par R0na Aya..

Apni Halat Ka Bhi Ehsaas

Apni Halat Ka Bhi Ehsaas Nahi Mujh Ko ,
Main Ne Auron Sey Suna Hai Ky Pareshan Hoon Main..

woh kehtay thay roonay

woh kehtay thay roonay se nahi badalte naseeb
unn ki iss baat ne umar bhar roonay bhi na diya !!

khUwAab AnkhOoO Se Gaye

khUwAab AnkhOoO Se Gaye, Neend RatOon k! Gai ...
Tum Gayi to LaGa, ZindaGi hAthOon Se Gai

Hum Hi Hadaf . . .

Hum Hi Hadaf . . .
Hum Hi Bismil . . .
Hum Hi Pe Taana Zani . . .

Sitam Bhi Tere . . .
Giley Bhi Tere . . .
Yehi Sahi . . .
Yunhi Sahi !!!

Aankhen Band Kartey


Aankhen Band Kartey Hi Yaad Aa Jaatey Ho,
Tmhen To Bas Satanay Ka Bahana Chahiye.!

Aankhen Band Kartey


Aankhen Band Kartey Hi Yaad Aa Jaatey Ho,
Tmhen To Bas Satanay Ka Bahana Chahiye.!

Goongay, Behron Mein

Goongay, Behron Mein Rahay Jesay Koi Naa-Beena...,

Zindagi Teray Binaa Aisay Bitaa Di Hum Ney....!!!!!!!

Qayamat hy tumhara

Qayamat hy tumhara ban sanwar k aana...'''

Mera kia zikar aainy ki heraani nahi jati....'''

har ik sawal ka us ko jwab kia deti

har ik sawal ka us ko jwab kia deti

main apni zaat ka us ko hisab kia deti

jo ik lafaz ki khushbo na rakh saka mehfooz

main us kay hath pori kitab kia deti

Dil Hi Dil Mein

Dil Hi Dil Mein
Unhe Chahte Hai
Dil Hi Dil Mein
Unhe Pyaar Karte Hai
Mushkil Hai Unka Raah Se Guzarna
Phir Bhi Har Mor Pe
Unka Intezaar Karte Hai

Zindagi Main Jo Maangii

Zindagi Main Jo Maangii Thi Apne Liye,

Wo Tamam Duaein Tumhary Naam Karti Hon...

Strong Relations

Thank U
Sorry
Welcome
Gud Bye
No Proßlem.
Are Small Words That Make big Difference...!
But
When Relationship Are Strong,
Shut Up
Get Lost
Non Sense Idiot
Or Even
Go To Hell.
These Types Words Can Not Have
Any Impact...!
Thats The beauty Of Strong Relations...♥

Ask me

Ask me how many times
My heart has been broken
And I will tell you to look in the sky
And count the stars.

Is Behte Dard Ko Mat Roko

Is Behte Dard Ko Mat Roko Ye To Saza Hai Kisi Ke
Intezaar Ki,,,,
Log Inhe Aansu Kahe Ya Deewangi Par Ye To Nishani Hain Kisi Ke Pyar Ki.....!!!
(¯`•.•´¯)♥(¯`•.•´¯)
*`•.¸(¯`•.•´¯)¸.•´ ♥
☆ º ♥ `•.♥¸.•´ ♥ º ☆.¸¸.•´¯`♥♥...

Usey keh do k wo kisi

Usey keh do k wo kisi or se ”mohabbat” ka na sochy,,,
Ek main hi kaafi hoon Usey umar bhar chahny k liye....!!!!
(¯`•.•´¯)♥(¯`•.•´¯)
*`•.¸(¯`•.•´¯)¸.•´ ♥
☆ º ♥ `•.♥¸.•´ ♥ º ☆.¸¸.•´¯`♥♥...

Lena Paray Ga ISHQ

Lena Paray Ga ISHQ MeinTarq-e-Wafaa Say Kaam,,,
Parheiz IS MarzZ Mein Hai, Behtar Elaaj Say....!!!!!
(¯`•.•´¯)♥(¯`•.•´¯)
*`•.¸(¯`•.•´¯)¸.•´ ♥
☆ º ♥ `•.♥¸.•´ ♥ º ☆.¸¸.•´¯`♥♥...

Ye Dard Ki Tanhaiyan

Ye Dard Ki Tanhaiyan, Ye dasht E weeran Ka Safar,,,
Hum Log To Okta Gaye, Apni Suna Aawargi....!!!
(¯`•.•´¯)♥(¯`•.•´¯)
*`•.¸(¯`•.•´¯)¸.•´ ♥
☆ º ♥ `•.♥¸.•´ ♥ º ☆.¸¸.•´¯`♥♥..

Tum Sath Thy Mere

Tum Sath Thy Mere Tum Pass Thy Mere,,,
Wo Zindagi Ka Eik Din Ya Zindagi Thi Eik Din....??

Ye Muhabbat Kay

Ye Muhabbat Kay Hadsay Aksar "SHEESHA-E-DIL" Ko Tor Datey Hain,,,,
Tum Manzil Ki Bat Karty Holog "RAHON" Main Chor Datay hn.....!!!!

Hum Sharabi Hi Ache

Hum Sharabi Hi Ache Hain Duniya Daar Logo'n Say,

Hum Glass Tor Dete Hain Magar Kisi Ka DiL Nahi.............

Jiske Ba

. . . . . . . Jiske Badle Mein Tum Mil Jao . . . . . . .
. . . Main Kisi Aisi Neki Ki Talaash Mein Hun . . . .

Sabaq Jisko Wafa

Sabaq Jisko Wafa Ka Yaad Hoga,,,,,
Muhobat Me W0hi Barbad Hoga...!!!!!!

Mohabbat

Mohabbat Moom Hai Lekin,,,,!!
Mujhe Pathar Bana Dala.....!!!!!!!

Teri Talab Ki Had

Teri Talab Ki Had Ne Aisa Junon Bakhsha Hai,

Hum Neend Se 0th Bethey, Tujhe Khuwab Mein Ata Dekh Kar....

Teri Talab Ki Had

Teri Talab Ki Had Ne Aisa Junon Bakhsha Hai,

Hum Neend Se 0th Bethey, Tujhe Khuwab Mein Ata Dekh Kar....

Har Aahat pe

Har Aahat pe dekha hai Dar ko....
Aaj bhi Umeed baki hai Tere laut aane ki...!!

A painful moment comes

A painful moment comes wHen You Get close with a person
nd
one Day tht person suddenly trY to avoid You
nd Your Heart wants to Go nd talk to tht person
but
Your ego doesn't allow You ...!

Sochaty Hei'n

Sochaty Hei'n Ussko To Doobtay Hi Chalay Jatay Hei'n,

Aankhai'n Hi Nahi... Uski Yaadei'n Bhi Samandar Hei'n.....

Na Koi Daikh Le Tuj

Na Koi Daikh Le Tuj Ko Meri Aankhon K Raste Se,

Teri Masoom Si Sorat Chupaye Dil Mai Baitha Hon ♥

Do Dinn Kii Zindagii Haii

Do Dinn Kii Zindagii Haii, Kiaa Karo Ge Ulajh Kar,,

Raho To Pholoon Ki Ma'nind, Bikhro To Khushboo Ban Ker..♥

Rokna Merii Hasrat

♥ Rokna Merii Hasrat Thii Aur Jaana Uss Kaa ShoQ ♥

♥ Woh ShoQ Poora Kar Gyaa Merii Hasraton ko Tord Kar ♥

Woh Kya Jaane Dil

Woh Kya Jaane Dil Ke Rishtoon Ki Nazakat,
Dil To Naram Lehjoon Sy Bhi Toot Jaya Karte Hain.

Ikhlaas Ki Daulat

Ikhlaas Ki Daulat Ko Hum Ehl-e-Mohabbat………………..

Taqseem Tou Kar Daitay Hain Baicha Nahee Kartay….!

Khamoshi me teri awaz

Khamoshi me teri awaz ki bahot yaad aayi
Tanhayi me tere sath ki bhot yad aayi
Jab bhi poche hain ansu maine hatho se
Tere daman k kinaro ki bahot yad aayi. :(

Narm Lafzon Se Bhi

♥ Narm Lafzon Se Bhi . Lag Jaati Hain . Chotain . Aksar ♥

♥ Muhabbat Ik Bara . Naazuk Sa . Hunar . Hoti Hai ♥

Wo Jab Bhi . Ham Se .

♥ Wo Jab Bhi . Ham Se . Muskura K . Baat Kartay Hain ♥

♥ Ham . Aah Bhar K . Apne Dil Pe Haath Rakhte Hain ♥

Badlay Badlay Se . Meri Sarkaar

♥ Badlay Badlay Se . Meri Sarkaar . Nazar Aatay Hain ♥

♥ Tabaahi Hogi . Ye Aasaar . Nazar Aatay Hain ♥

Dard Hota Hai Magar

Dard Hota Hai Magar Shikwa Nahi Karte
Kon Kehta Hai Ki Hum Wafa Nahi Karte
Aakhir Kyu Nahi Badlti Taqdeer ‘Ashiqe’ Ki
Kya Mujhko Chahne Wale Mere Liye Dua Nahi Karte