Sunday 3 February 2013

Na din acha hai,

Na din acha hai, na hal acha hai,
Kisi jogi ny kaha tha k ye saal acha hai…
Mainy pocha wo kb chahy ga mjy meri tarha,
Bs muskura k keh diya sawal acha hai…:(

No comments:

Post a Comment